Saturday, May 30, 2015
Friday, May 29, 2015
غزل
Gam raha jab tak k dam main dam raha
Dil k jane ka nihayat gam raha
Husn tha tera bahot alam fareb
Khat k ane par bhi ik alam raha
Mere rone ki haqiqat jis main thi
Ek muddat tak wo kagaz nam raha
Jama-e-eharam-e-zahid par na ja
Tha haram mian lekin na-mahram raha
ا سرفراز Hussain
https://www.facebook.com/SarfrazHussainHydri
Subscribe to:
Posts (Atom)